dragon triangle or devil sea in urdu
bermoda takon k bary me to tamam dunya me likha jaata raha ha..or iske bary me logo ko kafi malomaat hai lekn bermoda takon ke tarh purasraar or hadsaat ke merkaz japaan ka dargon takon ya shetani samander k bary me logo ko bahut kam malomaat hai jaapan ke logo ko iske ke bary me ache tarh pata ha or japan ke hakomat ne logo ko is se door rehny ka hukam dia hwa ha lekn jaapn ke bahir ke duny is ke bary me bahut kam janti hai halan k bermoda takon ;ke tarh yahan bhe jahazo or aabdozon k gaib hony k kafi waqeyaat hwe hn...............belky muhaqeqeen ka to ye kehna ha k dragon takon ke hadsat zeyada hwe hn ...yahan bhe aghwa hony walo ke aksariyat apny waqat k mahir log thy balky yaahn wo jahaaz bhe ghaib hwe jin ke andar aitmi mawaad bhra hwa tha...........shetani samander ka mahally waqu ye ilaqa beh rul kahil me japan or philpyn k illaqy me hai is samdnr ko japani log ma-no-umikehty hn jisk amatlb hai k shtan ka samndar ...bermodaa takon or shtani samndr pe tehqeeq kerny walo me se bra name charlas berltz ka hai wo apni book me likhy hn k 1952 se 1954 me jaapan ne apny 5 bry fouji is smander me khoye hn...afraad ke tadaad 700 se oper hai hais raaz ko janny ke leye japaan ne 100 se zaid sciencedano ko sawaar kia lekn......................shetani samnder ka muemma hal kerny ke bajaye khud iska luqma ban gay or aaj ktak wapis na lout ker ae
0 comments:
Post a Comment