Pages

Blogger templates

Monday, December 16, 2013

devil's sea in urdu

 devil's sea mean in urdu shetani samnadar

 ye samandar floraida ke qareeb waqe hai...jo k devil sea k name se jana jata hai....isko urdu  me shetani samandar kehty hn //is samandar k triangle jitny hisay se koi bhe cheez guzry to ye isko apni tarf khinch lati hai ....khud amrica k kafi jahaaz bhe is triangle ka shekaar bny jo k kbi wapis na aa saky...sciencdan kehty hn k is samndar k neachy koi aesi cheez ha jiske paas koi aesi power hai jiske waja se wo cheezo n ko apni tarf khainch lati ha or unka kehna ha k ye sab magnet power se ho raha ha jo dunya ke power se kai guna powerfull hai dunya me 2 jaga aesi ha jo cheez ko apni tarf kainch lati hn ak ye triangle devil sea dosra japan me ak samndar ha wo bhe kai dafa logo or cheezo ko apna shekaar banata hai isko dargon ke name se jana jat hai is bare me muslims ummah ka ye kehna hai k in jagho pe dajjal ka thekana hai or inko dajjal use ker raha ha...Allah hm ko is fitny se bachaye...AMEEN .......

0 comments:

Post a Comment

Template by:

Free Blog Templates

google-site-verification: google37a40d43304aadfd.html